Showing posts with label Allama Iqbal Poetry. Show all posts
Showing posts with label Allama Iqbal Poetry. Show all posts

Monday, 21 January 2013

Zahid Sharab Peene De Masjid Mainn Beth kar

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)

Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)

Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)

Jin K Angan Mein Ameeri Ka Shajar

Jin K Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hay...

Un Ka Har Aeb b Zamany Ko hunar Lgta Hay...

Khuda To Milta Hay Insan he Nahin Milta

Khuda To Milta Hay Insan he Nahin Milta...

Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin mene...