Showing posts with label Urdu Poetry SmS. Show all posts
Showing posts with label Urdu Poetry SmS. Show all posts

Monday, 21 January 2013

Zahid Sharab Peene De Masjid Mainn Beth kar

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)

Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)

Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)

Jin K Angan Mein Ameeri Ka Shajar

Jin K Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hay...

Un Ka Har Aeb b Zamany Ko hunar Lgta Hay...

Khuda To Milta Hay Insan he Nahin Milta

Khuda To Milta Hay Insan he Nahin Milta...

Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin mene...


Samet Kr Le Jao Apni jhooti Muhabbat K

Samet Kr Le Jao Apni jhooti Muhabbat K Adhooray Waday...


Agli Muhabbat May TumhaiN Phr In Ki Zrurat paray Gi....

Agar May yeh Kaho Tum se K Tum Bin

Agar May yeh Kaho Tum se K Tum Bin Na Mumkin Hoon...


To Kya. . . . . Takmeel MumKin Hay...

Tarapta Hay,Sisakta Hay,trasta Hay Magar

Tarapta Hay,Sisakta Hay,trasta Hay Magar,,,,



Usy keh Do kisi K Hijr May Marta Nhi koi.....

Us Ko MujH se Bari Muhabbat Hay

Us Ko MujH se Bari Muhabbat Hay....


Khuwab hota He khoobsurat Hay...:((

Monday, 6 August 2012

Mere bachpan k Din kiya Khoob the

Mere bachpan k Din kiya Khoob the
Be-Namazi bhi tha or Be-Gunaah bhi

Sunday, 29 July 2012

Jis khak pe MUKHLIS dost melain

Tu dhond Falak par Bagh-E-iram,
apna To Aqeeda hy
“Mohsin”..
.
.
Jis khak pe MUKHLIS dost melain, wo khak Bi JAnnaT hoti hai…

Urhnay do in parindon ko Azaad Fiza

Urhnay do in parindon ko Azaad Fiza main. FARAAZ,

Tery apny hongain tu LOAT aayengain kisi roz..

Ae Dard-E-Hijar Hum B To Pathar K Ho Gaye

Tujh Se Bichar K Hum Bhi Muqaddar K Ho Gaye,
Phir Jo B Dar Mila Usi Dar K Ho Gaye,

Ae Yaad-E-Yaar Tujh Se Karen Kya Shikayaten,
Ae Dard-E-Hijar Hum B To Pathar K Ho Gaye,

Rotay Ho Ek Jazeera-E-Jaan Ko “Faraz” Tum,
Dekho To Kitne Shehr Samandar K Ho Gaye…!

Khayaal-e Yaar Mein aao Faraaz So jayein

Shab-e firaaq tou kat’ti nazar nahi Aaati,,
Khayaal-e Yaar Mein aao Faraaz So jayein,,,,,

Jis khof say milny nahi ata tha wo mujh se

Jis khof say milny nahi ata tha wo mujh say,
Iss dar say meri mout pay roya bhi nahi tha..

phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka

phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka
jgr ka hoon day day kar ya bootay main na paalay hain

tamanaaon main unjhaya gya hn

tamanaaon main unjhaya gya hn
khilonay day kar bahlaaya gya hn

Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloom

Tu hay suraj tujhe raat ka kaha maloom
tu kesi rooz utar mery ghar mai shaam ke bad

Tujhe ko chony bardho tu apny hath

Tujh ko chony bardho tu apny hath
phatron mai dabey howay dekhon

Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phir

Tu samajhta hy juda khud ko agar mujh sy milna tu phir
sainkrdon sy zarab dy kar gin,ye mery raat din

Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardy

Toot jain ke pighal jain mery kachy ghardy
tuje ko mai dekhon ke ye aag ka darya dekho

Theharny bhi nai deta hy apny dil mai muje

Theharny bhi nai deta hy apny dil mai muje
mohabten bhi meri dil badar nai karta