Sunday, 29 July 2012

Ae Dard-E-Hijar Hum B To Pathar K Ho Gaye

Tujh Se Bichar K Hum Bhi Muqaddar K Ho Gaye,
Phir Jo B Dar Mila Usi Dar K Ho Gaye,

Ae Yaad-E-Yaar Tujh Se Karen Kya Shikayaten,
Ae Dard-E-Hijar Hum B To Pathar K Ho Gaye,

Rotay Ho Ek Jazeera-E-Jaan Ko “Faraz” Tum,
Dekho To Kitne Shehr Samandar K Ho Gaye…!

No comments:

Post a Comment